Saturday, February 6, 2010

All the desirable things in life are either illegal, expensive or married to someone else.




Kaise bataye kyun tujko chaahe, yaara bata na paaye,
Baatein dilo ki dekho jo baki, ankhen tuje samajaye,
Tu Jaane Na - 4

Milke bhi hum na mile, Tumse na jane kyu,
Milo ke hai fasle, Tumse na jane kyu,
Anjane hai silsile, Tumse na jane kyu,
Sapne hai palko tale, Tumse na jane kyu,

Kaise bataye kyun tujko chaahe, yaara bata na paaye,
Baatein dilo ki dekho jo baki, ankhen tuje samajaye,
Tu Jaane Na - 4

Nigaho mein dekho meri jo hai bas gaya,
Woh hai milta tumse hubahoo,
Jane teri aankhen thi ya baatein thi ... wajah,
Hue tum jo dil ki aarzoo,
Tum paas ho ke bhi, Tum aas ho ke bhi,
Ehsaas ho ke bhi, Apne nahi,
Ese hai hum ko gile, Tumse na jane kyu,
Milo ke hai fasle, Tumse na jane kyu,
Tu Jaane Na - 4

Khayalon mein lakho baatein yu to keh gaya,
Bola kuch na tere saamne,
Hue na begaane Tum hoke aur ke,
Dekho tum na mere hi bane,
Afsos hota hai, Dil bhi yeh rota hai,
Sapne sanjota hai, Pagala hua soche yeh,
Hum the mile, Tumse na jane kyu??
Milo ke hai fasle, Tumse na jane kyu,
Anjane hai silsile, Tumse na jane kyu,
Sapne hai palko tale, Tumse na jane kyu ...

Kaise bataye kyun tujko chaahe, yaara bata na paaye,
Baatein dilo ki dekho jo baki, ankhen tuje samajaye,
Tu Jaane Na - 4